Khwaja ji iiii…. khwaja
Khwaja jiiiii, khwaja jiiiiii , khwaja jiii
Ya garib nawaz (3)
Ya moinuddin (2)
Ya khwaja ji
Ya khwaja ji
Ya khwaja ji (4)
Khwaja mere khwaja, Dil mein sama ja
Shaho ka shah tu, Ali ka dulara
Khwaja mere khwaja, Dil mein sama ja
Shaho ka shah tu, Ali ka dulara
Khwaja mere khwaja
Dil mein sama ja (2)
Beqaso ki taqdeer
Tune hai sawari (2)
Khwaja mere khwaja
Tere darbar mein khwaja
Door toh hai dekha…
Tere darbar mein khwaja, Sar jhuka te hai auliya
Tu hai unalwali khwaja, Rutba hai pyara
Chahne se tujhko khwaja ji mustafa ko paya
Khwaja mere khwaja, Dil mein sama ja
Shaho ka shah tu, Ali ka dulara
Mere peer ka sadka, Mere peer ka sadka aaaaa…..
Hai mere peer ka sadka, Tera daman hai thama
Khawajajiii
Tali har bala humari, Chaya hai khumar tera
Jitna bhi rashk kare beshak, Toh kam hai ae mere khwaja
Tere kadmo ko mere rehnuma nahi chodna gawara
Khwaja mere khwaja, Dil mein sama ja
Shaho ka shah tu, Ali ka dulara
Khwaja mere khwaja, Dil mein sama ja
Shaho ka shah tu, Ali ka dulara
Khwaja mere khwaja, Dil mein sama ja
Beqaso ki taqdeer, Tune hai sawari
Khwaja ji khwaja ji….
